
Song name – Yahin Guzar Doon
Singer Amaal Mallik, Shreya Ghoshal
Lyricist Kunaal Vermaa
Music Amaal Mallik
Director Krish Trivedi
Cast Amaal Mallik, Farrhana Bhatt
Director Of Photography Rachit Pandey
Music Label Amaal Mallik
Check out Amaal Mallik – Yahin Guzar Doon Song Lyrics starring Farrhana Bhatt
Iss duniya ke andheron mein
Jab tu mere qareeb aaya
Kuch bhi na tha in lakeeron mein
Tab tu leke naseeb aaya
Kiya hai kitna tune mere liye
Main, kahe jo tu, toh hans ke mar jaaun
Jo haath yeh rahe tere haath mein
Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaaoge toh intezaar mein
Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon
Iss duniya ke andheron mein
Jab tu mere qareeb aaya
Kuch bhi na tha in lakeeron mein
Tab tu leke naseeb aaya
Mujhe yaad hai woh din aaj bhi
Main chalke tere paas aaya tha
Nahi tha koi jahaan mein mera
Tune hi gale lagaya tha
Ho, mila jo tu toh har khushi mil gayi hai
Ab iss se zyada aur kya maangu
Jo haath yeh rahe tеre haath mein
Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaaogе toh intezaar mein
Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon
Koi aisa pal jiya hi nahi
Jis mein tera naam na liya
Tere ho gaye toh humne sanam
Sab se faasla bana liya
Haan tera mera safar kabhi na khatam ho
Bhale hi saanson se bichhad jaaun
Jo haath yeh rahe tere haath mein
Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaaoge toh intezaar mein
Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon


